nikla neem ke talese nikla he nikla rahu ke gale se nikla
nikla neem ke talese nikla he nikla rahu ke gale se nikla
o pital ke thali se pipal ke dali se gol mol chand fisla
nikla neem ke talese nikla he nikla rahu ke gale se nikla
nikla neem ke talese nikla he nikla rahu ke gale se nikla
o pital ke thali se pipal ke dali se gol mol chand fisla
badalo ke dher mein pala tha bhiga khada tha
ar ar chandoba ar ar chandoba
sham se talav mein naha ke gila gila bhiga khada tha
maine hi uthaya uthake apni anguthi mein chadha tha
hath se gira ai g ghumke fira
worker hai vardi pe dhabbe hai tel ke karkhane se nikla
nikla re nikla karkhane se nikla
fisla gol mol chand fisla
rat ka dakait hai chor hai subah se katrata hai
ar ar chandoba ar ar chandoba
chor nahi darpok hai subahse katrata hai
itne andhere nikle hai roshni se ghabrata hai
pagli hai re panna are haske dikha hasna
rat ka khudari hai dil ka shikari hai chand bada badla
are pagla nikla neem ke talese nikla ji re
nikla rahu ke gale se nikla
o pital ke thali se pipal ke dali se gol mol chand fisla
nikla