Sun le zameen aasman
Sun le yeh saara jaha
Sun le zameen aasman
Sun le yeh saara jaha
Shuru hoti hai phir
Mohabbat ki ek dastan
Sun le zameen aasman
Sun le yeh saara jaha
Shuru hoti hai phir
Mohabbat ki ek dastan
Hum dono deewane
Mil gaye aise
Pal bhar ko bichhade
Toh hum jiye kaise
Aisa lagata hai do
Jismo main ek hai jaan
Sun le zameen aasman
Sun le yeh saara jaha
Shuru hoti hai phir
Mohabbat ki ek dastan
Ulfat ki raahon ke hum sab
Par haan haan hum hai
Raste se manzill se
Haan hum hai
Liye jaati hai yeh hawa
Hamako jaane kaha
Sun le zameen aasman
Sun le yeh saara jaha
Shuru hoti hai phir
Mohabbat ki ek dastan
Honto pe ruk gaye
Afsaane o dil ke
Khaabon mein kho gaye
Hum dono milake
Ho gayi baatein ban gayi
Aankhein dil ki jubaan
Sun le zameen aasman
Sun le yeh saara jaha
Shuru hoti hai phir
Mohabbat ki ek dastan
Shuru hoti hai phir
Mohabbat ki ek dastan.