humsa nahi hai koi shahar me
humsa nahi hai koi shahar me
hum aa gaye hai apni lahar me
hum aa gaye hai apni lahar me
bemaut mare nahi jana
ho dekho hum se na takrana
o dekho hum se na takrana
do sidhe sadhe insaan hum hai
do sidhe sadhe insaan hum hai
chedo na humko tufaan hum hai
chedo na humko tufaan hum hai
bemaut mare nahi jana
ho dekho hum se na takrana
o dekho hum se na takrana
pahle kabhi hum ladte nahi
piche kabhi hum hatthe nahi
ha pyar se ye sar kaat lo
talwar se hum katthe nahi
hum sabse jeete sab humse hare
sun le ye sare dushman humare
bemaut mare nahi jana
ho o dekho o dekho o dekho
hum se na takrana
takrana hum se na takrana
teri to hum se na takrana
wo wo wo wo wo wo wo wo wo wo wo
ma pa ga re sa
samne aaye jisme dam ho
humse lade jiski umar kam ho
are bhage abhi the tum maar khake
phir aa gaye hobade besharam ho
kaise lafange kaise mawwali
hum aa gaye to maidan khali
bemaut mare nahi jana
ho o dekho o dekho o dekho
hum se na takrana
takrana hum se na takrana
kya samjhe hum se na takrana
ek duje ke hum ji jaan hain
ek duje ki hum pehchaan hain
aisa bhi hota hai pyar kya
ye duniya wale hairaan hai
sab pe hain bhari jodi humari
darti hain humse duniya ye sari
bemaut mare nahi jana
ho o dekho o dekho o dekho
hum se na takrana
takrana hum se na takrana
nahi samjhe hum se na takrana
humsa nahi hai koi shahar me
hum aa gaye hai apni lahar me
bemaut mare nahi jana
ho o dekho o dekho o dekho
hum se na takrana
o dekho hum se na takrana
na na na
hum se na takrana