data toree daya se abb des hamara
jo des kal nahee tha woh des phir hamara - (2)
chamaka hai badalo se -2, tuta huwa sitara
jo des kal nahee tha woh des phir hamara
des hamara - (2)
apanee sharan me rakho prabhu -2, hame rakho prabhu
jo des kal nahee tha woh des phir hamara - (3)
bhagwan yeh bhakt tere kyun kar naa git gaye - (2)
man kee bana ke mala charano pe ham chadhaye - (2)
yeh dagmagata beda tumane hee par utara
yeh des phir hamara
jo des kal nahee tha woh des phir hamara
jo des kal nahee tha, nahee tha, woh des phir hamara - (2)
ho patalee kamariya moree, (ho balama balama -2)
ho balama
nain mila ke kiya kya ishara - (2)
yeh pyara pyara
jo des kal tak nahee tha, woh des phir hai hamara - (2)
ho ho mai toh ai maiya maree, (ho balama balama -2)
ho balama
dil lut ke le gaya hai aankho kaa teree kajal
o ho ho -3 ho
too nain hove naina - (2)
chhodo toh mora aanchal - (2)
o ho patalee kamariya moree, (ho balama balama -2)
ho balama
yeh dil kisee kaa dil hai, (todo naa dil hamara -2)
jo des kal nahee tha, woh des phir hai hamara - (2)