duniya me hai bande pyare daulat ke
baye hath ke dhadhe sare daulat ke
humma heli baba teli sab matwale daulat ke
jaha dekho waha dekho fande sare daulat ke
daulat sab ke eb chupaye
daulat ka hai bol bala, bol bala
char dino ki chandni me
iski roshni sabse aala, sabse aala
saari duniya chalti hai sahare daulat ke
duniya me hai bande pyare daulat ke
baye hath ke dhadhe sare daulat ke
humma heli baba teli sab matwale daulat ke
jaha dekho waha dekho fande sare daulat ke
ye daulat iman kharide
ye daulat insan kharide
ye daulat iman kharide
ye daulat insan kharide
daulatwala take take me
likh likh ke arman kharide
bade gazab ke khel hai
nyare nyare daulat ke
daulat ke hai sab diwane
daulat ke hai sab diwane
ek shama hai laakh parwane
ek shama hai laakh parwane
duniya me hai itne sethe
duniya me hai itne sethe
gali gali me mehto ne
o dekho gali gali me mehto ne
rang ragile hai humaare pyare daulat ke
duniya me hai bande pyare daulat ke
baye hath ke dhadhe sare daulat ke
humma heli baba teli sab matwale daulat ke
jaha dekho waha dekho fande sare daulat ke