Hazar khwab haqiqat
Ka rup le lenge
Hazar khwab haqiqat
Ka rup le lenge
Magar ye shart hai tum
Muskura ke han keh do
Muhabato me hai dono ka
Ek hi matlab
Mohobato me hai dono ka
Ek hi matlab
Ada se na kaho ya
Muskura ke han keh do
Hazar khwab haqiqat
Ka rup le lenge
Hazar khawab baharo
Ke or sitaro ke
Tumahre sath meri
Zindgi me aye hai
Tumhari baho ke jhule me
Jhulne ke liye
Machal machal ke mere aang
Gun gunaye hai
Ye sare shok sare shok
Ye sare shok
Sadakatka rup le lenge
Magar ye shart hai tum
Muskura ke han keh do
Hazar khwab haqiqat
Ka rup le lenge
Bharegi mang tumahri wo
Din bhi kya hoga
Sajegi saij hawao ki
Sans mehkegi
Tum apne hath se
Sarkaoge mera anchal
Ajeb aag mere tan
Badan me dehkegi
Ye sare shok sare
Shok ye sare shok
Sadakatka rup le lenge
Magar ye shart hai tum
Muskura ke han keh do
Hazar khwab haqiqat
Ka rup le lenge
Me apni zulfo ke saye
Bichaungi tumpar
Me tumpe apni jawa
Dhadkane lutaunga
Me subha tumko jagaungi
Lab pe lab rakh kar
Me tumko bhichke kuch or
Pas launga
Ye sare shok sare shok
Ye sare shok
Sadakatka rup le lenge
Magar ye shart hai tum
Muskura ke han keh do
Muhabato me hai
Dono ka ek hi matlab
Mohobato me hai
Dono ka ek hi matlab
Ada se na kaho ya
Muskura ke han keh do
Hazar khwab haqiqat
Ka rup le lenge.