panchhi mere man kaa aaj uda jaye
unche pahado ko chhu ke chala jaye
panchhi mere man kaa aaj uda jaye
unche pahado ko chhu ke chala jaye
hosh liye jaaye madahosh kiye jaye
hui main diwani hui
waadio, waadio
bhige hontho se shabnam churaye
bhanvre kaliyo kaa ghunghat uthaye
bhige hontho se shabnam churaye
bhanvre kaliyo kaa ghunghat uthaye
ud kar gulshan se chanchal hawaye
sari duniya me kushbu lutaye
in bahaaro me main bhi mahkane lagi
chain mera gaya main bahakne lagi
chha gaya dil pe koi nasha
waadio, waadio
aise chadha hai dariya kaa pani
jaise lahro pe aayi jawani
aise chadha hai dariya kaa pani
jaise lahro pe aayi jawani
unche-unche darkhto ke sath
har musafir ke man ko lubhaye
hai yahi aarju ghar basa lu yahi
ab yaha se na mai dur jau kahi
hogi aisi na koy jagah
panchhi mere man kaa aaj uda jaye
unche pahado ko chhu ke chala jaye
panchhi mere man kaa aaj uda jaye
unche pahado ko chhu ke chala jaye
hosh liye jaaye madahosh kiye jaye
hui main diwani hui
waadio, waadio