rajai odh ke thand me soye
rajai odh ke thand me soye
mithe mithe sapno me hum tum khoye
rajai odh ke thand me soye
mithe mithe sapno me hum tum khoye
ram kare kabhi subah na hoye
ram kare kabhi subah na hoye
rajai odh ke thand me soye
mithe mithe sapno me hum tum khoye
barf yu padti rahe hawaye chalti rahe
sardiya badhti rahe mastiya chadhti rahe
na pasina na ghutan na hai garmi ki jalan
ho gaye ek do badan kitna pyara hai milan
ram kare kabhi subah na hoye
ram kare kabhi subah na hoye
rajai odh ke thand me soye
mithe mithe sapno me hum tum khoye
band kamre me hai hum tod ke sara bharam
duriya ho gayi kam ye hai mausam ka karam
tere sine pe hai sar koi dar hai na fikar
karke chahat ka safar raat ho jaye amar
ram kare kabhi subah na hoye
ram kare kabhi subah na hoye
rajai odh ke thand me soye
mithe mithe sapno me hum tum khoye
aankh se aankh ladi dil ki bechaini badhi
preet parwan chadhi kash ruk jaye ghadi
tum ho maujud yahi abhi aaye na yaki
chhod jana na kahi raat tham jaye yahi
ram kare kabhi subah na hoye
ram kare kabhi subah na hoye
rajai odh ke thand me soye
mithe mithe sapno me hum tum khoye
rajai odh ke thand me soye
mithe mithe sapno me hum tum khoye
ram kare kabhi subah na hoye
ram kare kabhi subah na hoye