Zindagi Hai Gaana Lyrics | Inth Ka Jawab Patthar

                        
                        kisi ko mila beta kisi ko mila bhai
kosi ko mila dost kisi ne khushiya payi
kisi ko mila beta kisi ko mila bhai
kosi ko mila dost kisi ne khushiya payi
lekin hum iss duniya mien
bilkul hai akele apne sare bichhad gaye
chhod ke gham ke mele
lekin hum iss duniya mien
bilkul hai akele apne sare bichhad gaye
chhod ke gham ke mele

zindagi hai gaana isse gaate raho
zindagi hai gaana isse gaate raho
har haal mein muskurate raho
har haal mein muskurate raho
zindagi hai gaana isse gaate raho
zindagi hai gaana isse gaate raho
har haal mein muskurate raho
har haal mein muskurate raho
zindagi hai gaana isse gaate raho
zindagi hai gaana isse gaate raho

khushiyo bhari iss shyam ko
mil jhul ke hum roshan kare
khushiyo bhari iss shyam ko
mil jhul ke hum roshan kare
shikwa gila koi na ho
hans ke basar jeevan kare
hans ke basar jeevan kare
zindagi hai gaana isse gaate raho
zindagi hai gaana isse gaate raho

har aankh mien kuch khwab hai
har khwab ki tabeer hai
har aankh mien kuch khwab hai
har khwab ki tabeer hai
lekin kisi kya ho khata
ye raaj hi taqdeer hai
ye raaj hi taqdeer hai
zindagi hai gaana isse gaate raho
zindagi hai gaana isse gaate raho

mian bekhabar tumse nahi
lekin hai kuch majhburiya
mian bekhabar tumse nahi
lekin hai kuch majhburiya

najhdikiya ka ye jashn hai
phir kaisi hai ye duriya
phir kaisi hai ye duriya
zindagi hai gaana isse gaate raho
zindagi hai gaana isse gaate raho
har haal mein muskurate raho
har haal mein muskurate raho
zindagi hai gaana isse gaate raho
zindagi hai gaana isse gaate raho
zindagi hai gaana isse gaate raho
zindagi hai gaana isse gaate raho