ho ho ho
diwane diwane ham ho ho ho, mastane mastane ham ho ho ho
khelenge khelenge ham ho ho ho, jitenge jitenge ham ho ho ho
khel ke maidan me khelenge, har aandhi ko jhelenge
har nahi mani jab dil ne ho ho ho
har nahi mani jab dil ne
jit ke baji ha jit ke baji le lenge, jit ke baji le lenge
khelenge khelebge ham, jitenge jitenge ham ho ho ho
kuch kehna nahi kuch sunna, kuch sunna nahi kuch kehna
kabhi girna to kabhi uthna, hain uthna to phir kya jukna
khauf nahi jab jine me toh ho ho ho
khauf nahi jab jine me to
maut se phir kyu ho ho ho maut se phir kyu darna
khelenge khelebge ham, jitenge jitenge ham
khelenge khelebge ham, jitenge jitenge ham
patthar pe bottle tuti to patthar huwa nashila
mera nasha meri manjil hain kahe ustad rangila
suraj ki tarah hain dehkna, jadu ki tarah hain bikharna
kismat ki tarah hain safarna, khushiyo ki tarah hain bikharana
girna bhi to aisi ada se girna bhi to aisi ada se
jaise girey koi jharna
diwane diwane ham, mastane mastane ham
khelenge khelenge ham, jitenge jitenge ham