o dupatte se tere kare chedkhani
dupatte se tere kare chedkhani
hawao ko itni izazat na dena
o gulo ki taraf bhi mohabbat se dekhe
gulo ki taraf bhi mohabbat se dekhe
nigaho ko itni izazat na dena
hawao ko itni izazat na dena
ho ye khusbu ke jhoke tumhe chuke jaye
mere dil ko hoga nahi ye gawara
o milau na mai aayine se bhi aankhe
jo ek bar tum ye karoge ishara
koi gair tere khyalo me aaye
duao ko itni izazat na dena
duppate se tere kare chedkhani
hawao ko itni izazat na dena
ho agar koi teri jo tarif kar de
waha bhul ke bhi dobara na jana
mera dil bhi kitna bura manta hai
tere sang chalta hai jab tera saya
kisi ko lubhaye ye jalwe tumhare
adao ko itni izazat na dena
ho dupatte se tere kare chedkhani
hawao ko itni izazat na dena
ho gulo ki taraf bhi mohabbat se dekhe
nigaho ko itni izazat na dena
ho adao ko itni izazat na dena
duao ko itni izazat na dena
ho wafao ko itni izazat na dena
o nigaho ko itni izazat na dena