chand se phool talak
tum sa hansi or nahi
chand se phool talak
tum sa hansi or nahi
jaisi tum ho, jaisi tum ho
mere sarkar kahi aur nahi
chand se phool talak
tum sa hansi or nahi
kaise duniya me chali aayi
pari ho tum to
kaise duniya me chali aayi
pari ho tum to
jaisa chaha tha khyalo ne
vahi ho tum to
gulbdan gumchadahan, mahjabi aur nahi
gulbdan gumchadahan, mahjabi aur nahi
jaisi tum ho, jaisi tum ho
mere sarkar kahi aur nahi
chand se phool talak
tum sa hansi or nahi
tum jo aayi ho to lagta hai, mujhe kuch aise
tum jo aayi ho to lagta hai, mujhe kuch aise
meri duniya me, tumhari hi kami thi jaise
shamme dil rang najar, nure jami or nahi
shamme dil rang najar, nure jami or nahi
jaisi tum ho, jaisi tum ho
mere sarkar kahi aur nahi
chand se phool talak
tum sa hansi or nahi
husn-e-raftar churaya hai sba ne tum se
husn-e-raftar churaya hai sba ne tum se
udhti julfo ki ada li hai ghta ne tum se
fir bhi tum jaisi meri pardanashi aur nahi
fir bhi tum jaisi meri pardanashi aur nahi
jaisi tum ho, jaisi tum ho
mere sarkar kahi aur nahi
chand se phool talak
tum sa hansi or nahi
chand se phool talak
tum sa hansi or nahi