sab ki barate aayi doli too bhi lana
sab ki barate aayi doli too bhi lana
dulhan banake hamko rajaji le jana, sab ki barate aayi
bandh ke sehara humse milke
nikalenge sare arama dil ke
aankho me tare nache hay
aankho me tare nache, ghunghat yu uthana
phir hamko haule haule baho me chupana
sab ki barate aayi
apno se juda me hoti hui
kuchh hasti hui kuchh roti hui
jab chhod ungi babul ki gali
tumare aangana aaungi chali
jab tan man se teri banungi
goi baiya meri dharna haule se
mehandi wale hatho ki hay
mehandi wale hatho ki chudi khankana
phir haule haule mujhko baho me chupana
sab ki barate aayi doli too bhi lana
dulhan banake hamko rajaji le jana, sab ki barate aayi
phir bindiya ki sab chandaniya
aur payal ki sab raginiya
tere ghar aangan me luta degi
dulhe raja teri dulhaniya
pehle tum khelna mere rang rup se
phir chhun dalna ang ang ki kaliya
kore tan ke phulo se hay
kore tan ke phulo se sejiya sajana
phir haule haule hamko baho me chupana
sab ki barate aayi doli too bhi lana
dulhan banake hamko rajaji le jana, sab ki barate aayi
sab ki barate aayi doli too bhi lana
dulhan banake hamko rajaji le jana, sab ki barate aayi