tohre gun gaate gaate, din bita rain aa chali
kab loge prabhu mori khabariya, der bahut ho chali
allahabad me paida hui
allahabad me paida hui, mai jabalpur me pali
ab bambai hain adda mera, ye badnam si gali
mera naam hai ram hai ramkali
kaise aai kaha aayi ye jawani mat pucho
sharm aate hai tauba ye kahani mat pucho
ke ha shalimar ke bag me khilake banee phul ye kale
ab bambai hain adda mera, ye badnam si gali
mera naam hai ram hai ramkali
kaha se ye soj aaya kaha se saj maine sikhe
arj kiya hai bade bade ustado se ye andaj maine sikhe
ke ha nayi purani dilli ki tadpakar bhi mai chali
ab bambai hain adda mera, ye badnam si gali
mera naam hai ram hai ramkali
rab khuth na bulaye kadardan har jagah hain
meharbano mere meharban har jagah hain
toh rab khud na bulaye kadardan har jagah hain
ke ha lucknow ke rangin shehar me shama mai ban ke jali
ab bambai hain adda mera, ye badnam si gali
meraa naam hai ram hai ramkali
allahabad me paida hui, mai jabalpur me pali
ab bambai hain adda mera, ye badnam si gali
mera naam hai ram hai ramkali.