Tu falak hoon main zameen jaise
Yeh falak yeh ik kami jaise
Dhokhebaazi wala karobaar yeh
Dhokhebaazi jeeta kyun yeh pyar hai
Khwabfaroshi uljhe sitaare
Hathon ki yeh lakeerein juda do kinaare
Khanabadoshi raah na pata re
Jiska ho na saka main uske hawale
Baatein thi ankahi
Kehni thi na kahi
Kya thi main ghalat ya sahi
Tera mera kya vassta
Do raha hai yeh raasta
Jab bhi aaye tu saamne
Kyun bane phir wohi daastan
Lagi tujhmein mujhmein hod hai koyi
Koyi thaame chhod de koyi
Jaane kyun hum aise mod pe mile
Sirf dhoonde shikawe gile
Seenazori wala ikraar hai
Ki na chori haye izhaar hai
Khwabfaroshi aag lagaye
Ruan ruan jaise dhuan dhuan jaaye
Khanabadoshi khoon badhaye
Kaante kaante chubhte raatein raatein jaye
Jhoothi moothi kasmein
Aadhe aadhe vaade
Tooti phooti rasmein betuke iraade
Khwabfaroshi aag lagaye
Ruan ruan jaise dhuan dhuan jaaye
Khwabfaroshi uljhe sitaare
Hathon ki yeh lakeerein juda do kinaare
Khanabadoshi raah na pata re
Jiska ho na saka main uske hawale.