dam bhar hain juda to haal hain ye
dil tut gaya to kya hoga
agar uski mohabbat ka daaman
kahi chhut gaya to kya hoga
dam bhar hain juda to haal hain ye
dil tut gaya to kya hoga
agar uski mohabbat ka daaman
kahi chhut gaya to kya hoga
dam bhar hain juda to haal hain ye
aa aa aa aa
na koi rang raha, ab hasi nazaaro me
tarane ab na chhide, shokh aabsaro me
har ek rahgujar hain, suni suni aur udaas
koi raunak na rahi, ab to chaand taro me
in khoi khoi aankho me
bas wo hi sanwali surat hain
bas wo hi sanwali surat hain
surat hain bas wo hi sanwali surat hain
dil ek virane me hardam
bas wo hi mohini murat hain
bas wo hi mohini murat hain
murat hain bas wo hi mohini murat hain
aane ki abhi ummid to hain
aane ki abhi ummid to hain
waade pe abhi etbaar to hain
waade pe abhi etbaar to hain
aa aa aa