Hum dilwale sari duniya se nirale
Hum jaisa kon hai
Hum dilwale sari duniya se nirale
Hum jaisa kon hai
Hai kisi se hum kaha dharte hai
Hawa se baate karte hai
Hum dost nahi hum bhai hai
Is daur ke hatim tai hai
Har ghar har ek gali yahi baat
Chali hum jaisa kon hai
Hum dilwale sari duniya se nirale
Hum jaisa kon hai
Jo lute kamjoro ko
Hum luth te hai un choro ke
Hum sathi hai insano ke
Hum dushman hai saithano ke
Dekhne wale dekhte rah gaye
Hum jaisa kon hai
Hum dilwale sari duniya se nirale
Hum jaisa kon hai
Ek dil aur dard hazaro ka
Ban kar paigaam baharo ka
Jaha koi veerana hai
Hume vaha pe phool khilana hai
Jo bhi dekhe mujhe ye baat kahe
Hum dilwale sari duniya se nirale
Hum jaisa kon hai
Hum dilwale sari duniya se nirale
Hum jaisa kon hai.