Are re re are ha bhaiya
Ye kya bhulbaliya re baba
Sahro mein se sahar
Suna sahar calcutta
Gali gali bhul gaya hum kho gaye
Desh mein pardesi ho gaye
Sahro mein se sahar
Suna sahar calcutta
Gali gali bhul gaya hum kho gaye
Desh mein pardesi ho gaye
Naam ke sath mein
Kaam ka baiya
Sang na dekha koi
Dau rangi bazar to dekha
Rang na dekha koi
Dekho kaise baage
Riksa wala banke gauda
Niche ganga, upar danga
Toda brize hai lamba chouda
Sanje bhaiya
Sahro mein se sahar
Suna sahar calcutta
Gali gali bhul gaya hum kho gaye
Ho desh mein pardesi ho gaye
Re bandu desh mein
Pardesi ho gaye
Hey gokul mathura kashi
Jaise gokul mathura kashi
Makhan chor ki bhumi
Aise neta ji bhumi
Ye tagore ki bhumi
Mil ghul ke jeena sikho
Jeevan khel tamasha
Ek hamara desh hai
Chahe bolo koi basha
Sahro mein se sahar
Suna sahar calcutta
Gali gali bhul gaya hum kho gaye
Ho desh mein pardesi ho gaye
Hum u desh mein pardesi ho gaye
Shyam bazar mein sham bhai
Par shyam nagar na aaye
Na radha bazar radha ke
Darshan hoye
Taali gung mein taali hai
Na baali gunj mein baali
Lekin kaali gaat mein
Dekhi mata kali
Sahro mein se sahar
Suna sahar calcutta
Gali gali bhul gaya
Hum kho gaye
Ho desh mein pardesi ho gaye
O bandu desh mein
Pardesi ho gaye.