aye jane bahara jane karam
mit jaye sabhi dunia ke sitam
cha jaye jaha par hum hi hum
gar tera sahara mil jaye
aye jane bahara jane karam
mit jaye sabhi dunia ke sitam
cha jaye jaha par hum hi hum
gar tera sahara mil jaye
aye jane bahara jane karam
hum pyar ke rahi aakhir to
ab aa hi gaye is manjil me
hum pyar ke rahi aankhir to
ab aa hi gaye is manjil me
jalwe to hazaro dekh liye
dekha nahi tujhsa mahfil me
aa jaye jamana jere kadam
aa jaye jamana jere kadam
gar tera sahara mil jaye
aye jane bahara jane karam
mit jaye sabhi dunia ke sitam
cha jaye jaha par hum hi hum
gar tera sahara mil jaye
aye jane bahara jane karam
ho jaye jo hum par ek najar
us ek najar ka kya kahna
ho jaye jo hum par ek najar
us ek najar ka kya kahna
jo julf ki chaw me gujre
un shamo shahar ka kya kahna
ho jaye jigar me dard bhi kam
ho jaye jigar me dard bhi kam
gar tera sahara mil jaye
aye jane bahara jane karam
mit jaye sabhi dunia ke sitam
cha jaye jaha par hum hi hum
gar tera sahara mil jaye
aye jane bahara jane karam.