dil hai ki dhadakta rahta hai
bechain najar ho jati hai
jab koi mohabbat karta hai
duniya ko khabar ho jati hai
dil hai ki dhadakta rahta hai
bechain najar ho jati hai
jab koi mohabbat karta hai
duniya ko khabar ho jati hai
dil hai ki dhadakta rahta hai
ye nichi najar hai sabse buri
chalti hai jigar pe jaise churi
ye nichi najar hai sabse buri
chalti hai jigar pe jaise churi
koi lakh mohabbat ko roke
ye chees magar ho jati hai
dil hai ki dhadakta rahta hai
bechain najar ho jati hai
jab koi mohabbat karta hai
duniya ko khabar ho jati hai
dil hai ki dhadakta rahta hai
armaan dilo ka nikle jara
palko ke larjate parde utha
armaan dilo ka nikle jara
palko ke larjate parde utha
badnami ka gham ab kaun kare
ho jane de agar ho jati hai
dil hai ki dhadakta rahta hai
bechain najar ho jati hai
jab koi mohabbat karta hai
duniya ko khabar ho jati hai
dil hai ki dhadakta rahta hai
najaro me vhi khwabo me vhi
aisa na karega pyar koi
najaro me vhi khwabo me vhi
aisa na karega pyar koi
uss raat ka aalam mat pucho
jo raat basar ho jati hai
dil hai ki dhadakta rahta hai
bechain najar ho jati hai
jab koi mohabbat karta hai
duniya ko khabar ho jati hai
dil hai ki dhadakta rahta hai.