Om bhagwati dharm ki
Sachchai hai to jhut ka na dar
Sachcha dil insaan ka hai ghar
Sachcha dil insaan ka
Bhgwan ka hai ghar
Om bhagwati
Maiya teri aarti se andhera tale
Bakt ke andher ghar mein roshani jale
Maiya teri aarti se andhera tale
Bakt ke andher ghar mein roshani jale
Jai jai bawani jai jai bawani
Jai jai bawani jai jai bawani
Aarti utharu teri subhah sham ko
Aarti utharu teri subhah sham ko
Pa gaye ham tujh mein maiya
Charo dham ko
Pa gaye ham tujh mein maiya
Charo dham ko
Pa gaye ham tujh mein maiya
Charo dham ko
Jo tujkhe pukare use paap kya chhale
Bakt ke andher ghar mein roshani jale
Maiya teri aarti se andhera tale
Bakt ke andher ghar mein roshani jale
Jai jai bawani jai jai bawani
Jai jai bawani jai jai bawani
Raja ki haweli ya nirdhan ki jopadi
Raja ki haweli ya nirdhan ki jophadi
Teri daya hai to wo dharti pe hai khadi
Teri daya hai to wo dharti pe hai khadi
Teri daya hai to wo dharti pe hai khadi
Kaun hai yaha jo tera aasra na le
Bakt ke andher ghar mein roshani jale
Maiya teri aarti se andhera tale
Bakt ke andher ghar mein roshani jale
Jai jai bawani jai jai bawani
Jai jai bawani jai jai bawani
Jai jai bawani jai jai bawani
Jai jai bawani jai jai bawani
Jai jai bawani jai jai bawani.