janbaz, janbaz, janbaz
jan ki baji lagane vala hota hai janbaz
janbaz, janbaz
jine ka hai marne ka hai apna hi andaj
janbaz, janbaz, janbaz, janbaz
husno javani ki chahat hai, husno javani ki chahat hai
pyar jtane ki aadat hai, achhi surat pe marte hai
khas hasino me shoharat hai, khas hasino me shoharat hai
janbaz, janbaz, janbaz
koi bulbul dhokha de to, ban jate hai baj
janbaz, janbaz, janbaz, janbaz, janbaz
nainsafi sah nahi sakta, nainsafi sah nahi sakta
bin takraye rah nahi sakta, dhan walo ki manmani me
khun garib ka bah nahi sakta, khun garib ka bah nahi sakta
janbaz, janbaz, janbaz
sare rishte tod ke, nikli dil se ye aavaj
janbaz, janbaz, janbaz, janbaz, janbaz
ek huye ab bhai bhai, ek huye ab bhai bhai
garje badal aandhi aayi, julmo sitam pe tut padenge
khun se ubharengi sachchayi, khun se ubharengi sachchayi
janbaz, janbaz, janbaz
yaar nahi dushman bhi karenge, aaj to in par naz
janbaz, janbaz, janbaz, janbaz, janbaz