tera chehra meri aankho me basa rahne de
khud ko thoda sa kahi mujhme basa rahne de
door na ja, door na ja
door na ja, door na ja
door na ja, door na ja
aja ke baad mera sara safar tanha hai
aur tere sath ka bhi aakhiri ye lamha hai
aur kuch der mujhe
aur kuch der mujhe khud se juda rahne de
aur kuch der mujhe khud se juda rahne de
door na ja, door na ja
door na ja, door na ja
ab kahi jaake mere dil ko ye lagta hai
yaar ki baho me meri jannat ka jaha basta hai
aur kuch der mujhe
aur kuch der mujhe inse bandha rahne de
aur kuch der mujhe inse bandha rahne de
door na ja, door na ja
door na ja, door na ja.