Welcome Entertainment Lover’s

Mori Daihya Balam Ki Zamindari Lyrics | Jawalaa Dahej Ki

Lyricist : Anjaan
Music Director : R S Dubey , Chitragupt
Singer : Asha Bhosle
                        
                        mehfil me aayiye
o mehfil me aayiye
najre milayiye, paan vaan khayiye
khushbu udayiye
magar janeman mere gore badan ko
khuda ke liye aise hath na lagayiye
kyuki, mori dehiya balam ki zamidari re
mori dehiya balam ki zamidari re
kaahe maare najar duniya sari re
kaahe maare najar duniya sari re
mori dehiya
mori dehiya balam ki zamidari re
mori dehiya balam ki zamidari re
jaisi ganga ki lahar aisa mera kora badan
jaisi ganga ki lahar aisa mera kora badan
jaisi ganga ki lahar
khila khila ye jawani ka khushgwar chaman
ye chaman uske kiye, ye badan wo hi chhue
mera dil maan chuka jisko ek baar sajan
karu sari umar tawedari re
karu sari umar
karu sari umar tawedari re
mori dehiya
mori dehiya balam ki zamidari re
mori dehiya balam ki zamidari re
mere shabab pe chalta kisi ka jor nahi
mere shabab pe
mere shabab pe chalta kisi ka jor nahi
main wo patang nahi jiski koi dor nahi
zamana mujh pe mare, fareb lakh kare
churale mujhse mujhe aisa koi chor nahi
kare balma meri pahredari re
kare balma
kare balma meri pahredari re
mori dehiya
mori dehiya balam ki zamidari re
kaahe maare najar duniya sari re
kaahe maare najar duniya sari re
mori dehiya
mori dehiya balam ki zamidari re
mori dehiya balam ki zamidari re