Tujhako baahon mein bhar liya
Hamne ye faisala kar liya
Tujhako baahon mein bhar liya
Hamne ye faisala kar liya
Ek duje ke pyaar mein
Jeena marna hain
Ab humko iss duniya se
Nahin darna hain
Ab humko iss duniya se
Nahin darna hain
Tujhako baahon mein bhar liya
Hamne ye faisala kar liya
Tujhako baahon mein bhar liya
Hamne ye faisala kar liya
Ek duje ke pyaar mein
Jeena marna hain
Ab humko iss duniya se
Nahin darna hain
Ab humko iss duniya se
Nahin darna hain
Saare jahaan ke aage
Khulke yahi kahenge
Ho ke juda kahi bhi
Ek pal na hum rahenge
Saare jahaan ke aage
Khulke yahi kahenge
Ho ke juda kahi bhi
Ek pal na hum rahenge
Vaade kiye hain
Jo unko na todenge
Daaman wafaaon ka
Ab hum na chhodenge
Jo dil mein aayega
Hamko karna hain
Ab humko is duniya se
Nahin darna hain
Ab humko is duniya se
Nahin darna hain
Hum hai hawaan ke
Jhonke roke nahin rukenge
Zulm-o-sitam ke aage
Aashiq nahin jhukenge
Hum hain hawaan ke
Jhonke roke nahin rukenge
Zulm-o-sitam ke aage
Aashiq nahin jhukenge
Har ghum utha lenge
Har dard seh lenge
Has ke mohabbat mein
Hum jaan de denge
Is pyaar mein na ham ko
Aahen bharna hain
Ab humko is duniya se
Nahin darna hain
Ab humko is duniya se
Nahin darna hain
Aandhi ho chaahe toofaan
Dil ke diye jalenge
Kaanto ki raaston pe
Mehboob hum chalenge
Aandhi ho chaahe toofaan
Dil ke diye jalenge
Kaanto ki raaston pe
Mehboob hum chalenge
Jalwa koi aisa karke dikhayenge
Dushman zamaane ko
Hum yaad aayenge
Har mushkil se hamko
Ab gujarna hain
Ab humko iss duniya se
Nahin darna hain
Ab humko iss duniya se
Nahin darna hain
Tujhko baahon mein bhar liya
Hamne yeh faisala kar liya
Tujhko baahon mein bhar liya
Hamne ye faisala kar liya
Ek duje ke pyaar mein
Jeena marna hain
Ab humko iss duniya se
Nahin darna hain
Ab humko iss duniya se
Nahin darna hain
Ab humko iss duniya se
Nahin darna hain
Ab humko iss duniya se
Nahin darna hain.