Nafrat karne walo ke
Sine mein pyar bhar doon
Nafrat karne walo ke
Sine mein pyar bhar doon
Arey mein woh parwana
Hu pathar ko maum kar doon
Nafrat karne walo ke
Sine me pyar bhar doon
Phir aap kya hai hai
Aakhir tho phool hai
Faulad nahi hai
Aji bulbul hai kisi
Bag ke saiyad nahi hai
Bulbul ke tadpane se
Saiyad pighalta hai
Bulbul ke tadpane se
Saiyad pighalta hai
Aaho mein aasar ho tho
Faulad pighalta hai
Faulad ke bhi dil mein
Ulfat ki aag bhar doon
Arey mein woh parwana
Hu pathar ko maum kar du
Nafrat karne walo ke
Sine mein pyar bhar doon
Sharmo haya ka parda
Dushwar nahi hai
Aji halka sa ek parda
Hain dewar nahi hai
Aachal ki yeh dewar
Tho dewar nahi hain
Aachal ki yeh dewar
Tho dewar nahi hain
Phir aap ke bhi dil
Mein inkar nahi hain
Inkar jin labo mein ikrar
Uname bhar doon
Arey mein woh parwana
Hu pathar ko maum kar doon
Nafrat karne walo ke
Sine mein pyar bhar doon
Ham woh hai zindagi mein
Kabhi sath na chodenge
Thamenge agar hath tho
Phir hat na chodenge
Ham hath na chodenge
Tufan se kinaro tak
Ham hath na chodenge
Tufan se kinaro tak
Ham saath naa chhodege
Dharati se sitaaro tak
Chaahata ke sitaaro se
Dharati ki maang bhar doon
Arey mein woh parwana hoon
Pathar ko maum kar doon
Nafrat karne walo ke
Sine mein pyar bhar doon
Arey mein woh parwana hoon
Pathar ko maum kar doon
Nafrat karne walo ke
Sine mein pyar bhar doon.