Jono algha laghe adhitva ghulapi
Ostope ruhu mai mostape ruh
Ae sachi saje ke tilmapi sachi saje ruh
Ostope ruhu mai mostape ruh
Kesariya baalma padhaaro mhaaro des
Dil se aayi hai hawa
Sandesa laaya saajan ka
Dil ko na jaane huwa
Sandesa laaya saajan ka
Kitani hasin hai yeh fizaayein
Kitna hasin hai din aaj ka
Dil se aayi hai hawa
Sandesa laaya saajan ka
Dil ko na jaane huwa
Kya sandesa laayi saajan ka
Jab bhi kabhi dil gaaye
Koi saloniya gaaye
Aaye haaye ji jalaaye koi
Sar se dupatta uda jaaye hai
Koi kaise mujhe bulaaye
Aab ghar aa ja pardesiya
Udd jaau pakha laga
Sandesa aaya oh ho
Sandesa aaya saajan ka
Lamhein woh pyaare
Pyaare ik saath jo gujaare
Yeh sitaare woh nazaare meri
Aankhon mein sapne tumhaare
Jaag uthi hai kuchh yaadein
Jiya bhar aaya mere saathiya
Dil se uthi hai yeh sada
Sandesa aaya saajan ka
Dil ko na jaane kya huwa
Dil ko na jaane kya huwa
Sandesa laaya saajan ka
Watno se aayi hai hawa
Sandesa laaya saajan ka.