raat chhoti hai magar
raat chhoti hai magar baat bahut jyada hai
raat chhoti hai magar baat bahut jyada hai
to kisi tarah se koi raat ko lamba kar do
kisi tarah se koi raat ko lamba kar do
kisi tarah se koi
chand bhi karne laga jane ka irada hai
chand bhi karne laga jane ka irada hai
to kisi tarah se koi raat ko lamba kar do
kisi tarah se koi raat ko lamba kar do
kisi tarah se koi
najro ki haya hontho ki sada
julfo ki ghata aanchal ki hawa
najro ki haya hontho ki sada
hatho ki heena ne naajo adaa ne
rasme wafa kar dungi fida
unki raaho me khadi unka aaj vada hai
to kisi tarah se koi raat ko lamba kar do
kisi tarah se koi raat ko lamba kar do
kisi tarah se koi
bin baat bane, bin baat bane
mulakat gayi to samjho ke har baat gayi
bin baat bane
mulakat gayi to samjho ke har baat gayi
nakam agar ye raat gayi
to khushiyo ki kaaynat gayi
kaam sab ho jaye aaj ye irada hai
to kisi tarah se koi raat ko lamba kar do
kisi tarah se koi raat ko lamba kar do
kisi tarah se koi
aaj aane wala hai wo mulakat ke liye
aaj aane wala hai wo mulakat ke liye
kitni raate kaati hai is raat ke liye
ae jaan-e-jigar aana chhupkar
kahin pad na jaye duniya ki najar
ye raat hasi hai mujhko yaki
tu pahuchega mauke par
baat kuch bhi to nahi
kaam bahut sara hai
to kisi tarah se koi raat ko lamba kar do
kisi tarah se koi raat ko lamba kar do
kisi tarah se koi raat ko lamba kar do
kisi tarah se koi