aio na maro teer ka nishana aio na maro teer ka nishana
aata hai mujhe jadu chalana aata hai mujhe jadu chalana
jadu chalake apna banake mai tumko lut lungi
aio na kar aisa bahana aio na kar aisa bahana
chhod bhi do mujhko darana chhod bhi do mujhko darana
baho me bharke madhosh karke mai tumko lut lunga
mai jawani hu ek nishani hu mujhko sath le lo
bato bato me apne hatho me mera hath le lo

aio na kar aisa bahana chhod bhi do mujhko darana
baho me bharke madhosh karke mai tumko lut lunga
is jawani ko is nishani ko sanso me basa lu
mai basau to in adao me baho me chupa lu

aio na maro teer ka nishana aata hai mujhe jadu chalana
jadu chalake apna banake mai tumko lut lungi
hai nigaho me dil ki raho me ulfat ka andhera
gungunayega muskurayega husn ka savera