veero ki bhid me ek saathi hai ye tera
veero ki bhid me ek saathi hai ye tera
dharti pe ye khada dekho chattan ki tarah
tu kabhi na koi chhal me aana
bas iske bharose me aana
sabke aansu ko yeh samjhega aur dega sahara
veero ki bhid me ek saathi hai ye tera
gum hui gum dushman ki aawaze
tan gayi jab iski talware
deen aur dukhi ko yahi daan karta hai
daan ke sang samman karta hai
dekhe ise dushman to chhup jaaye
chahe din me kahe ya raat me
koi fark na iski baat me
rehbar hai ye sathiya, kabhi chhodega na tumhe
veero ki bhid me ek saathi hai ye tera
laakho ke adhikar hai, kar hatho me talwar hai
ye iska hunkar hai
veero ki bhid me ek saathi hai ye tera
bandish todta hai, rasta ye modta hai
dar bhi nichodta hai ye tera
veero ki bhid me ek saathi hai ye tera