tere karam ki jo ho jaye roshani maula
to nikle pal me andhero se jindagi maula
duwa kubul karo mujh garib ki maula
duwa kubul karo mujh garib ki maula
duwa kubul karo mujh garib ki maula
duwa kubul karo mujh garib ki maula
nahi to meri bhi jan le lo
le lo jan meri bhi jan le lo
le lo jan meri bhi jan le lo
aaj hi maula
dula kubul karo duba kubul karo
duba kubul karo
badi ummid se ham tere dar pe aaye hai
badi ummid se ham tere dar pe aaye hai
udas aankho me aansu hi sath laye hai
bhare jahan me koi bhi meherban hi nahi
jamin pairo me aur sar pe aasman hi nahi
nikal dijiye aafat se jindagi maula
nikal dijiye aafat se jindagi maula
hai besahara hamara koyi sahara nahi
hai besahara hamara koyi sahara nahi
ulajh gaye hai bhanwar me koyi kinara nahi
ulajh gaye hai bhanwar me koyi kinara nahi
jamane bhar ne lagai hai tohamate ham par
dukho me dube hai barsao rehmate ham par
tu shah shaho kaa tujhko hai kya kami maula
tu shah shaho kaa tujhko hai kya kami maula
nahi to meri bhi jan le lo
le lo jan meri bhi jan le lo
le lo jan meri bhi jan le lo
aaj hi maula
dula kubul karo duba kubul karo
duba kubul karo.