Kudrat ke daman
Me jitne rang hai
Unse saje saware
Ye tere ang hai
Kudrat ki nahi tere
Hatho ki tasveer hu
Teri taqdeer se judi
Hui taqdeer hu
Tu hase to lage jaise
Koi jarna behta hai
Tu hase to lage jaise
Koi jarna behta hai
Janam janam
Phulo ka mausam
Janam janam
Phulo ka mausam
Chehre pe tere rehta hai
Tu hase to lage jaise
Koi jarna behta hai
Jo nahi mai vahi mujko
Tu pyar se kehta hai
Chand ne tere rukh
Se chamak chura li
Ghata kaha tere
Julfo jitni kali hai
Ye teri aankhe
Rango ka khajana
Inka har ek rang suhana
Ye juke to haya ban jaye
Ye uthe to ada ban gye
Ye uthe to gaja ban jaye
Umar bar ka nasha ban jaye
Tu chale to dil mera
Tujhe hirani kehta hai
Jo nahi mai vahi mujko
Tu pyar se kehta hai
Ye vadiya ye gatiya
Badlo ka aana jana
Ye mausam aashiqana
O dil ye kahe mere yaar
Yaha se kahi nahi jana
Tu suraj hai mai darti hu
Bas tere hi tere tangti hu
Ye mujhko bhi malum nahi
Mai kab se tujhpe marti hu
Hai purani ye mohbbat hamari
Kabhi pehle ka hai ye nata
Itni si der me varna
Itna karib nahi aata
Sadiyo se mere dil
Me tu chhup ke rehta hai
Ho ke rahega milan hamara
Ho ke rahega milan hamara
Aaj ka milna kehta hai.