Dekhiye to kya ajib haal hai
Sochiye to kya ajib baat hai
Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai
Dekhiye to kya ajib haal hai
Sochiye to kya ajib baat hai
Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai
Ek dhaal is kadar phali
Har ek paat phul ban gaya
Ek dhaal is kadar phali
Har ek paat phul ban gaya
Ek dhaal is kadar magar luthi
Ek ek phul phul dhul ban gaya
Aaj aur kal ki dhup chhon mein
Isliye samay ke sune gaon mein
Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai
Ek hawa chali ke jhum utha chaman
Ek hawa chali ke sab ujhad gaya
Ek kadam uthate raah mil gayi
Ek madam uthte path bichad gaya
Ek hawa chali ke jhum utha chaman
Ek hawa chali ke sab ujhad gaya
Ek kadam uthate raah mil gayi
Ek madam uthte path bichhad gaya
Isliye dilo ki jeet haar mein
Isliye isliye kisi ke pyaar mein
Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai
Sochiye to kya ajib baat hai
Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai.