hamko samajh na lijiye daali gulaab ki
kar denge ham to saaf tabeeyat janaab ki
hamko samajh na lijiye daali gulaab ki
kar denge ham to saaf tabeeyat janaab ki
nazro ke teer aankho me, rakhhiye sambhaal ke
nazro ke teer aankho me, rakhhiye sambhaal ke
nazro ke teer aankho me, rakhhiye sambhaal ke
pachhtaaoge, pachhtaaoge nazar kisi ladki pe daal ke
pachhtaaoge nazar kisi ladki pe daal ke
mehfil nahin hai ye kisi bigde nawaab ki
kar denge ham to saaf tabiyat janaab ki
hamko samajh na leejiye daali gulaab ki
kar denge ham to saaf tabiyat janaab ki
jo aapki samajh mein na aaye, wo raag hu
jo aapki samajh mein na aaye, wo raag hu
bijli hu naachti hui, shola hu aag hu
bijli hu naachti hui, shola hu aag hu
hamse ulajh ke apni hi matti khraab ki
kar denge ham to saaf tabiyat janaab ki
hamko samajh na leejiye daali gulaab ki
kar denge ham to saaf tabiyat janaab ki