bharat bhumi mahan hai tirth iske pran tirth iske pran
bharat bhumi mahan hai tirth iske pran hai
charo disha me cho mukh deep se
iske charo dham hai bharat bhumi mahan hai
he badri narayan dham se jaha vishnu bhagwan viraje re
vishnu bhagwan viraje he tirth pawan jan man bhawan
he tirth pawan jan man bhawan
nis din nobat baje re bhaiya nis din nobat baje re
he dwarika me dekho dwarka dhish na sundar rup sajila
sundar rup sajila he bhakat jano ke pawan prem se
jiska angan gila jiska angan gila re kanuda joyi re tari lila
bharat bhumi mahan hai tirth iske pran hai
dhamra me baithe jaha dhamra me baithe jaha
shiv shankar dhyan lagaye lage jaha bhakto ka mela
lage jaha bhakto ka mela man wanchit phal paye
are o teeno jagat ne nath jaha hai
are o teeno jagat ne nath jaha hai
so jagnnath ki dharti bed puran hai jug jug adhyani prani
mahagyani ban jaye is dharti ko parnam hai
jaha santo ka bisram hai charo disha me cho mukh deep se
iske charo dham hai bharat bhumi mahan hai
bharat bhumi mahan hai.