Madhosh dil hai pagal jawani
Kahte hai log ise pyar ki nishani
Kahte hai log ise pyar ki nishani
Madhosh dil hai haye pagal jawani
Are madhosh dil hai haye pagal jawani
Kahte hai log ise pyar ki nishani
Kahte hai log ise pyar ki nishani
Madhosh dil hai haye pagal jawani
Are madhosh dil hai haye pagal jawani
Bahki bahki hasrate aankho me nasha
Dhadkan pe chha raha koi surur sa, ha ha
Hey bahki bahki hasrate aankho mein nasha, oho oho
Dhadkan pe chha raha koi surur sa, aaha aaha
Dil chahe ab mera manmani kar lu koi
Pyar ki ek hasi nadani kar lu koi
Dhundhe nigahe jise mil jaye jo wo mujhko
Phir dekho rang pyar ka
Madhosh dil hai pagal jawani
Madhosh dil hai, ae dil hai, pagal jawani
Jawani
Madhosh dil hai, dil hai, pagal jawani
Ho ho ho ho ho
Kash mujhe koi dilruba raaho mein mile
Thoda sa sharmake wo lag jaye gale
O kash mujhe koi dilruba raaho me mile
Thoda sa sharmake wo lag jaye gale
Hogi wo kasam se sari duniya se juda
Kar dunga jaan-o-dil uspe yaaro main fida
Sabse chhupake use sabse churake use
Saanso me lunga basa
Madhosh dil hai haye pagal jawani
Are madhosh dil hai haye pagal jawani
Kahte hai log ise pyar ki nishani
Kahte hai log ise pyar ki nishani
Madhosh dil hai pagal jawani
Ha madhosh dil hai pagal jawani
Are madhosh dil hai haye pagal jawani
Ho ho ho hey hey hey
La la la.