mile jo kadi-kadi ek zanjir bane
pyaar ke rang bharo zinda tasvir bane
mile jo kadi-kadi ek zanjir bane
pyaar ke rang bharo zinda tasvir bane
o hamsafar ban ke chalo to suhana hai safar
jo akela hi rahe use na mile dagar
mile jo kadi-kadi ek zanjir bane
pyaar ke rang bharo zinda tasvir bane
maar ke man ko jiye to kya jiye
zindagi hai muskaraane ke liye
are maar ke man ko jiye to kya jiye
zindagi hai muskaraane ke liye
jo bhi pal bit gaya laut ke aata nahi
jo bhi yahaan pe saath kuchh jaata nahi
ho mile jo kadi-kadi ek zanjir bane
pyaar ke rang bharo zinda tasvir bane
chaahe aur kuchh na mujhe yaar de
yaar tu ji bhar ke mujhe pyaar de
chaahe aur kuchh na mujhe yaar de
yaar tu ji bhar ke mujhe pyaar de
badi mushqil se bhala yaar milta hai yahaan
koyi hamraaz na ho to hai suna ye jahaan
mile jo kadi-kadi ek zanjir bane
pyaar ke rang bharo zinda tasvir bane
hamsafar ban ke chalo to suhana hai safar
jo akela hi rahe use na mile dagar
mile jo kadi-kadi ek zanjir bane
pyaar ke rang bharo zinda tasvir bane
jaane ek din ye kaise ho gaya
chalte-chalte mai raaho me kho gaya
jaane ek din ye kaise ho gaya
chalte-chalte mai raaho me kho gaya
subah ka bhula hua shaam ko ghar laut aaye
use bhula na kaho yahi hai apni raay
mile jo kadi-kadi ek zanjir bane
pyaar ke rang bharo zinda tasvir bane
hamsafar ban ke chalo to suhana hai safar
jo akela hi rahe use na mile dagar
mile jo kadi-kadi ek zanjir bane
pyaar ke rang bharo zinda tasvir bane
ho zinda tasvir bane