zindagi bhar yahi ikrar kiye jayenge
zindagi bhar yahi ikrar kiye jayenge
hum tumhare hai tumhe pyar kiye jayenge
zindagi bhar yahi ikrar kiye jayenge
koi jalwa na samayega nazar me apni
koi jalwa na samayega nazar me apni
sirf sarkar ka didar kiye jayenge
ye dhadkte hue hanste hue gate hue dil
kah rahe hai ke mohabbat ki yahi hai manjil
aa kuch aur bhade pyar ke tufano me
dil ki kashti payar ke tufano me
dil ki kashti to salamat hajaro sahil
waqt ko apna tarafdar kiye jayenge
hum tumhare hai tumhe pyar kiye jayenge
zindagi bhar yahi ikrar kiye jayenge
humko malum na tha dil ki hakikat kya hai
tumne samjhaya to samjhe ke mohabbat kya hai
haye ye phul se rukhsar ye mahaki zulfe
sath ho tum to baharo ki jarurat kya hai
tumse wada yahi har bar ke aayenge
hum tumhare hai tumhe pyar kiye jayenge
zindagi bhar yahi ikrar kiye jayenge
zindagi bhar yahi ikrar kiye jayenge.