Teri Ik Ik Adaa Jhuthi, Maan Kare Kyaa Rang Rup Kaa Lyrics | Kavi

                        
                        teri ik ik adaa jhuti
vafaa jhuthi hayaa jhuti
chalegi ai hasinaa kab talaq
aakhir havaa jhuti

maan kare kyaa rag rup kaa
tu kaagaz kaa phul hai
maan kare kyaa rag rup kaa
tu kaagaz kaa phul hai
tujhme khushabu dhundh rahi hai
tujhme khushabu dhundh rahi hai
ye duniyaan ki bhul hai
maan kare kyaa rag rup kaa

tujhe dekh ke laakh bujhaa le
pyaas koi akhiyan ki
tujhe dekh ke laakh bujhaa le
pyaas koi akhiyan ki
binaa baas kaa phul banegaa
kyaa shobhaa bagiyan ki
daal kaa phul chadhe mandir me
daal kaa phul chadhe mandir me
tu raste ki dhul hai
maan kare kyaa rag rup kaa
tu kaagaz kaa phul hai
maan kare kyaa rag rup kaa
tu kaagaz kaa phul hai

binaa jyot kaa dipak hai tu
binaa tel ki baati
binaa jyot kaa dipak hai tu
binaa tel ki baati
jab tan ujalaa aur man kaalaa
phir kaahe itaraati
shabanam khud ko saagar samajhe
shabanam khud ko saagar samajhe
ye shabanam ki bhul hai
maan kare kyaa rag rup kaa
tu kaagaz kaa phul hai
maan kare kyaa rag rup kaa
tu kaagaz kaa phul hai