o bindiya tum hum se kah do pyar hai
tum hum se kah do pyar hai
tumhe pane ko kuch bhi kar jayenge
tumhe pane ko kuch bhi kar jayenge
dil kitna bekrar hai
o bindiya tum hum se kah do pyar hai
tum hum se kah do pyar hai
aisi hasina bina kya jeena
achha hai hum mar jaye
hum ko gunah bhi karna pade to
shayad hum kar jaye
tumhe pane ko kuch bhi kar jayenge
dil kitna bekrar hai
o bindiya tum hum se kah do pyar hai
tum hum se kah do pyar hai
tera najara hume itna hai pyara
humne ye dil me hai thani
le jayenge tujhko jabran utha ke
raji se tu jo na mani
tumhe pane ko kuch bhi kar jayenge
dil kitna bekrar hai
o bindiya tum hum se kah do pyar hai
tum hum se kah do pyar hai
tu chale to bahar lage
baithe to sitar lage
bole to gitar baje
shahnai ka khwab saje
yun hi didar diye ja, yun hi tu pyar kiye ja
yun hi didar diye ja, yun hi tu pyar kiye ja
pyar kiye ja
mere dil ki tu jhankar hai
o bindiya tum hum se kah do pyar hai
tum hum se kah do pyar hai
tu jinda shayri tu mera khwab hai
ho mere sawal par tera kya jawab hai
tu jinda shayri tu mera khwab hai
kurban sau chaman tu vo gulab hai
hasil ho tu jise wahi kamyab hai
ha wahi kamyab hai
o bindiya tum hum se kah do pyar hai
tum hum se kah do pyar hai
tumhe pane ko kuch bhi kar jayenge
ha tumhe pane ko kuch bhi kar jayenge
dil kitna bekrar hai