natiza hamari muhabbat ka kya hai
natiza hamari muhabbat ka kya hai
ye tum bhi na socho ye ham bhi na soche
ye tum bhi na socho ye ham bhi na soche
tere dil me kya hai mere dil me kya hai
tere dil me kya hai mere dil me kya hai
ye tum bhi na socho ye ham bhi na soche
ye tum bhi na socho ye ham bhi na soche
chup the ham chup the tum kisne kya suna
aankho ne lakho me ek tujhko chuna
is dil me jo bhi ho kah du kya kaho
sine me dhadakan hai sun lu kya suno
kismat bhi aai to kismat se kah dege
ham tum na hoge juda
hamari lakiro me kya kya likha hai
ye tum bhi na socho ye ham bhi na soche
tere dil me kya hai mere dil me kya hai
ye tum bhi na socho ye ham bhi na soche
sanso me chingari aankho me nasha
gaalo me bijali hai hotho par maza
puchhu kya puchho na dil hai kya khula
dil lena dil dena ye hai kya saza
aankho ke ho jaao saanso me kho jaao
duniya ki parvah hai kya
hame kya jo hamse zamana khafa hai
ye tum bhi na socho ye ham bhi na soche
natiza hamari muhabbat ka kya hai
ye tum bhi na socho ye ham bhi na soche