Hanste hanste kat jaye raste
Zindagi yuhi chalti rahe
Khushi mile ya gham
Badlenge na hum duniya
Chahe badalti rahe
Hanste hanste kat jaye raste
Zindagi yuhi chalti rahe
Khushi mile ya gham
Badlenge na hum duniya
Chahe badalti rahe
Hothon se bijali chamke
Jab jab tu muskati hai
Aa..aa..sari hasinao se
Hansi tu ho jati hai
Teri inhi baato se jaan
Mein jaan aati hai
Hanste hanste kat jaye raste
Zindagi yuhi chalti rahe
Khushi mile ya gham
Badlenge na hum duniya
Chahe badalti rahe
Chamka mera chehara
Samne jab tu aaya
Ho..ho..tujhe laga jo hasin
Wo hai tera hi saya
Teri isi adaa ne
Aashiq mujhe banaya
Hanste hanste kat jaye raste
Zindagi yuhi chalti rahe
Khushi mile ya gham
Badlenge na hum duniya
Chahe badalti rahe
Harpal har din hardam
Tujhko dekhna chahu
O..o..rab koi puje to puje
Main tujhe pujana chahu
Aise hi chaha kare tu
Aur bhala kya chahu
Hanste hanste kat jaye raste
Zindagi yuhi chalti rahe
Khushi mile ya gham
Badlenge na hum duniya
Chahe badalti rahe.