Main haseena ghazab ki
Mujhpe nazare hain sabki
Dekh machle na kahin dil tera
Main haseena ghazab ki
Mujhpe nazare hain sabki
Dekh machle na kahin dil tera
Adaa chiz kya hain wafa jo na ho to
Hansi jism hi to sabhi kuchh nahin
Dil bhi haseen chahiye o jaane jaana
Dil bhi haseen chahiye o jaane jaana
Aisi main sathi jisko peela doon
Hosh main uske uda doon
Aisi main sathi jisko peela doon
Hosh main uske uda doon
Ari hosh uda de jiske bhi tu
Main use hosh mein ladu
Aasan hain dil toadna
Mushkil hain dil joadna
Aasan hain dil toadna
Mushkil hain dil joadna
Main haseena ghazab ki
Mujh pe nazare hain sabki
Dekh tode na koi dil tera
Lakhon haseeno ke chehare ke
Pichhe to katil ke chehare mile
Lakhon haseeno ke chehare ke
Pichhe to katil ke chehare mile
Katal hi karna hain kaam haseeno ka
Phir kaise shikave gile
Husan vahi de zindagi
Jaan le na deewangi
Husan vahi de zindagi
Jaan le na deewangi
Jitani mujh mein adaa hain
Utani mujh mein wafa hain
Dekh tode na koi dil tera
Lali gulabo mein masti
Sharabo mein bharti hain meri jawani
Lali gulabo mein masti
Sharabo mein bharti hain meri jawani
Udd jayega rang dhal jayega ang
Do din ki teri kahani
Do din husan jawan ke
Lekin bade kamal ke
Do din hoti hai saza
Dilbar ho jo bewafa
Adaa chiz kya hain wafa jo na ho to
Haseen jism hi to sabhi kuchh nahin
Dil bhi haseen chahiye o jaane jaana
Dil bhi haseen chahiye o jaane jaana.