aankho me to hai barsat magar
hai sulge huye jajbat magr
dil banke chita jalne hi laga
dil jalne laga o dil jalne laga
aankho me to hai barsat magar
hai sulge huye jajbat magr
dil banke chita jalne hi laga
dil jalne laga o dil jalne laga
ye aahe ye aaho ke dhare
jivan ko bahake chhod enge
ek pal me kai yug bit gaye
lo sham huyi din dhalne laga
dil jalne laga o dil jalne laga
aankho me to hai barsat magar
hai sulge huye jajbat magr
dil banke chita jalne hi laga
dil jalne laga o dil jalne laga
mai vo musafir hu jiski
rahe bhi nahi manzil bhi nahi
aisi lahar hu main jiske liye
tufan bhi nahi sahil bhi nahi
chalna hi likha tha kismat me
anjani dagar mai chalne laga
dil jalne laga o dil jalne laga
aankho me to hai barsat magar
hai sulge huye jajbat magr
dil banke chita jalne hi laga
dil jalne laga o dil jalne laga