Rago Mein Khun Hai
Nahi Sookun Hai
Dehakte Kalb Mein
Bhara Junoon Hai
Zulm Ke Khilaf
Ye Haq Ki Jung Hai
Shamshir Pe Chadha
Lahu Ka Rang Hai
Toofan Chal Pada
Mitane Kaafila
Ali Ka Noor Hai Na
Wo Navi Ka Chain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Noor-E-Haq Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Imaam-E-Haq Hussain Hai
Hazar Laskaron Pe Bhaari
Naam Ek Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Noor-E-Haq Hussain Hai
Aasmaan Pe Hai Adam
Jameen Hai Lahu Se Nam
Sulagti Aag Narm Mein
Bhadak Rahi Hai Dum Badam
Utha Humari Jism Se
Lahu Mein Ek Ubaal Hai
Aju Ke Waste Yahan
Kadam Kadam Mazal Hai
Tumhe To Ilm Hi Nahi
Zara Bhi Unke Garbh Ka
Baha Na De Kahin Tumhe
Toofan Unke Sabr Ka
Baha Na De Kahin Tumhe
Toofan Unke Sabr Ka
Kehar Kehar Baras Pada
Jidhar Uthaye Nain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Noor-E-Haq Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Imaam-E-Haq Hussain Hai
Hazar Laskaron Pe Bhaari
Naam Ek Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Noor-E-Haq Hussain Hai
Haan Ali
Haan Ali
Har Daur Uthegi
Haq Ke Liye Shamshir
Har Baar Tootegi
Burai Ki Janjir
Har Daur Uthegi
Haq Ke Liye Shamshir
Har Baar Tootegi
Burai Ki Janjir
Jung Ki Dahaad Hai
Sar Pe Junoon Sawar Hai
Na Behne Ka Hai Dar Ise
Lahu Ki Ye Lalkaar Hai
Rivayate Hussain Hi Mazboor Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Noor-E-Haq Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Imaam-E-Haq Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Noor-E-Haq Hussain Hai.