Tar-coal ki ek sadak
Par do saaye hain
Andhere ki najaayaz
Aulaad hain shayad
Ghoont ghoont khoon peekar
Dono pale hain shayad
Paaon tale zameen hai
Naa sar pe aasman hai
Zindagi kuchal gayi ye
Unki daastaan hai
Waanw waanw waanw
Waanw waanw
Waanw waanw waanw
Waanw waanw
Waanw waanw waaw
Waaw waaw waanw
Waanw waanw
Taara dekh taara aasman
Pe latka hai bechaara
Yeh zameen gardish
Mein thi ghoom ghoom
Ghoom ke maara yaara
Hum bhi kahin latke nahin
Roko zameen
Do hi din ka hai tamaasha
Pasha oo mere pasha oo
Yaar pasha
Jee bhar ke jee mar le
Aaj hai aaj hai aaj hai aaj hai
Kal kuch nahin
K k k kill kill da da da dil dil
K k k kill kill da da da kill dil
K k k kill kill da da da dil dil
K k k kill kill da da da kill dil
K k k kill kill da da da dil dil
K k k kill kill da da da kill dil
Mehangi hai ye zindagi
Koi chhota sauda nahi
Oonchi khajuri hai ye
Gamle ka paudha nahi
Ho jaan bhi ye teri nahi
Kal tak chali jaayegi
Ghar bhi chala jaayega
Jab ye gali jaayegi
Jam ke jeene do din chaar
Le kam hi jeele
Peena pade toh gham
Hi peele tu tu tu tu yaara
Yaaron ki yaariyaan
Zinda rahengi
Taaro ki jhaadiyaan
Naaka karengi
Taaron ne paala
Hai to to to tunu
K k k kill kill da da da dil dil
K k k kill kill da da da kill dil
K k k kill kill da da da dil dil
K k k kill kill da da da kill dil
K k k kill kill da da da dil dil
K k k kill kill da da da kill dil.