gir ke sambhalte hai hum
girne ka nahi hai gham
kismat giraye jaha
manzil mil jaye waha
are gir ke sambhalte hai hum, ha
girne ka nahi hai gham
kismat giraye jaha
manzil mil jaye waha
humne kabhi socha hi nahi hume jana hai kidhar
are humne kabhi socha hi nahi hume jana hai kidhar
thokar sabhi khate hai kabhi
chahe jitni ho achhi najar
kaisi kahi
gir ke sambhalte hai hum
girne ka nahi hai gham
kismat giraye jaha
manzil mil jaye waha
l l layi hi hi
l l layi hi hi hi
ye kahe zindagi muskurate huye
tu mujhe pyar kar
ye kahe zindagi muskurate huye
tu mujhe pyar kar
har mod pe sab dukh chhod ke
tu mera intzaar kar
gir ke sambhalte hai hum, kya
girne ka nahi hai gham, waah waah
kismat giraye jaha, ha
manzil mil jaye waha
ummed ke kafile kabhi rukte nahi
unka hai ye dastur
ummed ke kafile kabhi rukte nahi
unka hai ye dastur
lakire tere hath ki kah rahi
faisla tera hai manjur, waah waah
gir ke sambhalte hai hum
girne ka nahi hai gham
are kismat giraye jaha
manzil mil jaye waha
ae rom pom pom pom pom
ae bom bom bom bom bom
la la la la la r la
la la la la la la
la la la