aham brahmasmi, aham brahmasmi, aham brahmasmi
mujh me shiv hain, mujh me brahma, mujh me vishnu
mujh me krishna, phir mai kahe mandir jau
dharati ambar parbat sagar, mai jit dekhu usko pau
phir me kahe mandir jau
mujh me shiv hain, mujh me brahma, mujh me vishnu
mujh me krishna, phir mai kahe mandir jau
dharati ambar parbat sagar, mai jit dekhu usko pau
phir me kahe mandir ja, aham brahmasmi
aham brahmasmi, aham brahmasmi, aham brahmasmi
yeh srishti uska sapna har vyakti uska apna

bhagwan ko jo pana hai prem ki hi mala japana
sans sans har dhadkan dhadkan, prem git hi gata jau
phir mai kahe mandir jau
sun kar bansi ka lehra radha tode har pehra

jamnaji ke par chali roke lakh bhavar gehra
radha ne jo rup liya tha aaj agar mai wo apnau
phir mai kahe mandir jau
mujh me shiv hain, mujh me brahma, mujh me vishnu
mujh me krishna, phir mai kahe mandir jau
dharati ambar parbat sagar, mai jit dekhu usko pau
phir me kahe mandir jau, aham brahmasmi