Soche samjhe
Chahe ho jaaye
Soche ho jaaye
Samjhe ho jaaye
Chahe ho jaaye
Ho jaaye
Soche ho jaaye
Samjhe ho jaaye
Chahe ho jaaye
Ho jaaye
Hunar pe apne vishvash hai
Kuch kar dikhane ki pyas hai
Mauka chahe sirf ek mile
Uske liye hum taiyar hai
Ho jaaye
Soche ho jaaye
Samjhe ho jaaye
Chahe ho jaaye
Ho jaaye
Aasman ko paana hai
Aage badhate jana hai
Rukna hai fitarat nahin
Hai khwab ko khwab banana hai
Zindagi ki hume pyas hai
Jo kare hum wo khash hai
Jeevan ki har chunauti mein
Manzile hamare paas hai
Ho jaaye
Hunar pe apne vishvash hai
Kuch kar dikhane ki pyas hai
Mauka chahe sirf ek mile
Uske liye hum taiyar hai
Ho jaaye
Soche samjhe
Chahe ho jaaye
Soche ho jaaye
Samjhe ho jaaye
Chahe ho jaaye
Ho jaaye
Aasan nahin hai apna safar
Na hai aasan jeevan ki dagar
Chahe koi kuch bhi bole
Hum karenge apne mann ki magar
Ghadi hai imtihan ki
Koshish aur vishvash ki
Aaj na mauka chhodenge
Badhate kadam na modenge
Ho jaaye
Hunar pe apne vishvash hai
Kuch kar dikhane ki pyas hai
Mauka chahe sirf ek mile
Uske liye hum taiyar hai
Ho jaaye
Soche ho jaaye
Samjhe ho jaaye
Chahe ho jaaye
Ho jaaye
Soche ho jaaye
Samjhe ho jaaye
Chahe ho jaaye
Ho jaaye
Soche ho jaaye
Samjhe ho jaaye
Chahe ho jaaye
Ho jaaye
Soche ho jaaye
Samjhe ho jaaye
Chahe ho jaaye
Ho jaaye
Soche ho jaaye
Samjhe ho jaaye
Chahe ho jaaye
Ho jaaye.