Mast kalander meri jawani
Apni daulat kahan chhupali
Ishq bina main hui deewani
Sun lo yaara main sabki laila
Koi aake mujhe utha le
Mujhse hi koi mujhe chura le
Dil se aake koi laga le
Hasati gaati main sab ki laila
Mast kalander meri jawani
Apni daulat kahan chhupali
Ishq bina main hui deewani
Sun lo yaara main sabki laila
Jawa jism se tu lele maza pyar ka
Mere husn ki har deewani duniya
Yeh kaisa hua hai
Mujhko nasha yaar ka
Khushi mein khushi ki khili hai kaliya
Hotho se hotho ko laga le
Sanso mein sanso ko mila le
Ab phir shisha takara le
Sun lo yaara main sabki laila
Chupke chupke koi pata le
Chori chori koi fasa le
Kisi tarah se koi mana le
Mast kalander main sabki laila
Khil raheli wadiyo mein
Thand se jalata badan
Chum li bhawaro ne kaliya
Pyar se khilata chaman
Jhumati lahero ko chhu ke
Dolane lagta hai tan
Bekhudi mein chhan chhana ke
Jhum ne lagata hai mann
Har taraf bahete hai jharne
Phir bhi kyu hai dil pyasa
Dard badhata jaa raha hai
Kyu milan ki hai aasha
Paani mein bhi aag laga doon
Mitha mitha dard jaga doon
Dariya mein toofan utha doon
Mast kalander main sabki laila
Koi aake mujhe utha le
Mujhse hi koi mujhe chura le
Dil se aake koi laga le
Hasati gaati main sab ki laila
Mast kalander meri jawani
Apni daulat kahan chhupali
Ishq bina main hui deewani
Sun lo yaara main sabki laila.